Kisi
man chahi larki ya orat kay hasool mein nakami kay baad orat per aisa
sifli jadu karwaya jata hay jis say iski kokh hamesha kayliye bandh di
jati hay. aysi orat shadi kay kabil nahi rahti ya ager shadi ho bhi
jaye to larki tamam umar olad ki namat ko tarasti rahti hay. Aisi orat
ya larki aksar hysteria ka shikar rahti hay or is per doray perna shuro
ho jatay hein.
Is
seher kay bais kisi aziza, dost, saheli ki taraf say is larki ki fitri
khoobsurati say jalan, hasad ka maada bhi hota hay. Is hasad ki aag
mein jaltay hoay wo aisa sifli amal karwati hay jis say matlooba larki
ko mahwaari ana band ho jati hay ya is say ayyam mahwari ka fitri amal
barbaad kar dia jata hay jis say hama wakt khoon jari rahta hay or jis
say larki din badin kamzor ho jati hay.


No comments:
Post a Comment